Kyun Hota Hai Dil Deewana
from Short Kut
Other Kyun Hota Hai Dil Deewana
Songs
Kyun Hota Hai Dil Deewana
Lyrics
Pal Pal Koi Pagal Pun Kyun Hota Hai
Sun Sun Yeh Tun Dhak Dhak Mun Kyun Hota Hai
Pal Pal Koi Pagal Pun Kyun Hota Hai
Sun Sun Yeh Tun Dhak Dhak Mun Kyun Hota Hai
Kyun Rang Naye Lagty Hain
Kyun Dhang Naye Lagty Hain
Kyun Assy Mehek Jaty Hain
Kyun Aang Naye Lagty Hain
Koi Yeh Na Jana
Kyun Hota Hai Dil Deewana
Kyun Hota Hai Dil Deewana
Koi Yeh Na Jana
Kyun Jagti Ankhoun Main Bhi Khuwab Aaty Hain
Kyun Main Gaon Toh Yeh Pathar Bhi Gaty Hain
Kyun Lagty Hain Ujly Ujly Yeh Din Sary
Kyun Shaam Ko Dil Main Deepak Say Jal Jaty Hain
Kyun Raat Pighal Jati Hai
Kyun Koi Ghatta Chaa Jati Hai
Kyun Dil Karta Hai Koi Tamanna
Kyun Nend Nahe Atti Hai
Koi Yeh Na Jana
Kyun Hota Hai Dil Deewana
Kyun Hota Hai Dil Deewana
Koi Yeh Na Jana
Kyun Honton Pah Ek Naam Hamesha Rahta Hai
Kyun Sach Lagta Hai Sub Jo Bhi Woh Kahta Hai
Kyun Armanoun Ki Barish Ci Hoti Hai
Kyun Sapnoun Ka Aik Dariya Sa Behta Hai
Kyun Chaal Behak Jati Hai
Kyun Saans Lehak Jati Hai
Kyun Jal Uthty Hain Tun Mun
Kyun Aag Ci Dehak Jati Hai
Koi Yeh Na Jana
Kyun Hota Hai Dil Deewana
Kyun Hota Hai Dil Deewana
Koi Yeh Na Jana
Pal Pal Koi Pagal Pun Kyun Hota Hai
Sun Sun Yeh Tun Dhak Dhak Mun Kyun Hota Hai
Kyun Rang Naye Lagty Hain
Kyun Dhang Naye Lagty Hain
Kyun Assy Mehek Jaty Hain
Kyun Aang Naye Lagty Hain
Koi Yeh Na Jana
Kyun Hota Hai Dil Deewana
Kyun Hota Hai Dil Deewana
Koi Yeh Na Jana