Aankhon Mein Kyon
from Dekh Bhai Dekh
Other Aankhon Mein Kyon
Songs
Aankhon Mein Kyon
Lyrics
Ankhoun Main Kyun Nami Hai
Zindagi Main Kuch Kami Hai
Ankhoun Main Kyun Nami Hai
Zindagi Main Kuch Kami Hai
Sonay Dil Ki Kyun Abb Toh Yeh Zameen Hai
Mery Moula Kyun Baybuss Abb Hum Hi Hain
Ankhoun Main Kyun Nami Hai
Dil Main Rah Gain
Sari Khuwahishain
Sehra Lagy Jahan
Sakoun Abb Hamara Khoo Gya
Nainoun Say Ho Rahi
Ashkoun Ki Barishain
Chain Abb Hai Kahan
Juda Sara Alam Ho Gya
Rasty Kyun Nahe Hain
Manzilain Na Kahin Hain
Ankhoun Main Kyun Name Hai
Tott Kay Bikhri
Abb Toh Her Khushi
Jeena Lagy Saza
Thukaraya Sub Nay Kyun Humain
Dekhay Thy Khuwab Jo
Ujray Hain Ajj Woh
Apny Howe Khaffa
Kaisy Bataoun Main Tumhain
Dharkanain Kyun Thaami Hain
Kho Gai Abb Hansi Hai
Ankhoun Main Kyun Nami Hai
Zindagi Main Kuch Kami Hai
Ankhoun Main Kyun Nami Hai
Zindagi Main Kuch Kami Hai
Sonay Dil Ki Kyun Abb Toh Yeh Zameen Hai
Mery Moula Kyun Baybuss Abb Hum Hi Hain
Ankhoun Main Kyun Nami Hai